Header Ads

100+ Ahmad faraz shayari in hindi | Gajal | poetry | अहमद फ़राज़ शायरी

Ahmed Faraz Sahab is a well-known name of Urdu poetry. The most special thing about Ahmed Faraz Shayari is his outspoken writing. Ahmad Faraz Saheb is one of the great Urdu poets of Pakistan but his poetry is very much liked in all Urdu and Hindi speaking countries including India. Faraz’s poetry often explores themes of love, heartbreak, societal issues, and the human experience, captivating readers with its depth and eloquence.

Faraz Saheb was born on 14 January 1931 in Nowshera, Pakistan. His childhood name was Syed Ahmed Shah. Ahmed Faraz Sahab passed away on 25 August 2008 but his works will remain alive as long as they are there.


Ahmad faraz shayari | Gajal | Quotes

ahmad faraz shayari

Suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain

To us ke shehar mein kuch din thehar ke dekhte hain. 

सुना है लोग उसे आँख भर के देखते हैं

तो उस के शहर में कुछ दिन ठहर के देखते हैं


Chala tha zikr zamane ki bewafayi ka,

Sau aa gaya hai tumhara khayal wese hi.

चला था ज़िक्र जमाने की बेवफाई का,

सौ आ गया है तुम्हारा ख्याल वेसे ही।


Main kya kahoon ke mujhe sabr kyoon nahin aata

main kya karoon ke tujhe dekhane kee aadat hai

tere naseeb mein E dil sada kee maharoomee

na vo sakhee na tujhe maangane kee aadat hai.

मैं क्या कहूँ के मुझे सब्र क्यूँ नहीं आता

मैं क्या करूँ के तुझे देखने की आदत है

तेरे नसीब में ऐ दिल सदा की महरूमी

न वो सख़ी न तुझे माँगने की आदत है


ahmad faraz shayari

Rooth Jane Ki Ada Hum Ko Bhi Aati Hai,

Kash Hota Koi Hum Ko Bi Mnane Wala.

रूठ जाने की अदा हम को भी आती है,

काश होता कोई हम को भी मनाने वाला।


deep meaning ahmad faraz shayari in hindi

Mohabbat Mili Toh Neend Bhi Apni Na Rahi Faraz,

Gumnaam Zindagi Thi Toh Kitna Sukoon Tha.

मोहब्बत मिली तो नींद भी अपनी ना राही फ़राज़,

गुमनाम जिंदगी थी तो कितना सुकून था।


Hui hai shaam to aankhon mein bas gaya phir tu,

Kahaan gaya hai mere sheher ke musaafir tu.

हुई है शाम तो आंखों में बस गया फिर तू,

कहां गया है मेरे शहर के मुसाफिर तू।


Us Ki Aankhon Ko Kabi Gaur Se Dekha Hai Faraz,

Rone Walon Ki Tarah Jagne Walon Jesi.

उसकी आखों को कभी ग़ौर से देखा है ‘फ़राज़

रोने वालों की तरह जागने वालों जैसी।


deep meaning ahmad faraz shayari in hindi

Hum Toh Mohabbat Mein Bhi Tauheed Ke Qail Hain Faraz,

Aik Hee Shaks Ko Mehboob Banaye Rakha Hai. 

हम तो मोहब्बत में भी तौहीद के क़ैल हैं फ़राज़,

एक ही शक्स को महबूब बनाया रखा है!


Tu Apni Sheessha Gari Ka Hunar Na Kar Zaya

Main Aaina Hun Mujhe Totne Ki Aadat Hai.

तू अपना शीशा गरी का हुनर ​​ना कर ज़या

मैं आइना हु मुझे टूटने की आदत है।


ahmad faraz shayari on love

Ab ke hum bichhde to shaayad kabhi khwaabon mein milen

jis tarah sukhe hue phool kitaabon mein milen. 

अब के हम बिछड़े तो शायद कभी ख़्वाबों में मिलें

जिस तरह सूखे हुए फूल किताबों में मिलें


Ahmad Faraz Shayari 2 Lines


Yeh mohabbat bhi hai kya rog faraz,

Jis ko bhoolen woh sadaa yaad aye..

ये मोहब्बत भी है क्या रोग फ़राज़,

जिस को भूलें वो सदा याद आए..


ahmad faraz shayari on love

Ab Tere Zikr Pe Hum Baat Badal Dete Hain,

Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle.

अब तेरे ज़िक्र पे हम बात बदल देते हैं,

कितनी रग़बत थी तेरे नाम से पहले पहले।


Gham e Duniya Bhi Gham e Yaar Mein Shamil Karlo,

Nasha Barhta Hai Sharabein Jo Sharabon Mein Milein

गम ए दुनिया भी गम ए यार में शामिल कार्लो,

नशा बरता है शराबें जो शराबों में मिलीं!


Aesi Tareekyan Aankhon Mein Basi Hai Ke Faraz

Raat Tu Raat Hai Ham Din Ko Jalate Hain Chiragh

ऐसी तारेक्यान आँखों में बसी है के फ़राज़

रात तू रात है हम दिन को जलाते हैं चिराग!


Uss ki woh jane usay paas-e-wafa tha ke na tha,

Tum faraz apni taraf se to nibhaate jaate..

उस की वो जाने उस पास-ए-वफ़ा था के ना था,

तुम फ़र्ज़ अपनी तरफ से तो निभाते जाते..


ahmad faraz shayari 2 lines

Main Fana Ho Gaya Woh Badla Phir Bhi Nahi Faraz,

Meri Chahat Se Bhi Sachi Thi Fitrat Uski.

मैं फना हो गया वो बदला फिर भी नहीं फ़राज़,

मेरी चाहत से भी सच्ची थी फितरत उसकी।


Ahmad Faraz Shayari Urdu


Dil Ko Teri Chahat Pe Bhrosa Bhi Bahot Hai

Aur Tuj Se Bichar Jane Ka Dar Bhi Nahi Jata.

दिल को तेरी चाहत पे भरोसा भी बहोत है

और तुझ से बिछड़ जाने का डर भी नहीं जाता.


ahmad faraz shayari 2 lines

Log Pathar Ke Buton Ko Pooj Kar Bi Masoom Rahe Faraz

Ham Ne Ik Insan Ko Chaha Aur Gunehgar Ho Gaye.

लोग पत्थर के बुतों को पूज कर भी मासूम रहे फ़राज़

हम ने इक इंसान को चाहा और गुनाहगार हो गए।


Aur faraz chahiyen kitni mohabbten tujh ko,

Maaon ne tere naam pr bachon ka naam rakh diya..

और फ़राज़ चाहिए कितनी मोहब्बतें तुझ को,

मां ने तेरे नाम पर बच्चों का नाम रख दिया..


Abhi kuch aur karishmay ghazal ke dekhte hain,

Faraz ab zara lehja badal ke dekhte hain.

अभी कुछ और करिश्मा ग़ज़ल के देखते हैं,

फ़राज़ अब ज़रा लेहजा बदल के देखते हैं।



Tere Hote Hoye Aa Jati Thi Sari Dunya

Aaj Tanha Hun Tu Koi Nahi Aane Wala.

तेरे होते हुवे आ जाती थी सारी दुनिया

आज तन्हा हूं तो कोई नहीं आने वाला।


Mujhe kehta hai jhoothi hain teri bekar si baatein faraaz

magar lagta hai vo meri unhi baaton pe marta hai

मुझे कहता है झूठी हैं तेरी बेकार सी बातें फ़राज़

मगर लगता है वो मेरी उन्ही बातों पे मरता है। 


Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega,

Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega.

आंख से दूर ना हो दिल से उतर जाएगा,

वक़्त का क्या है गुज़रता है गुज़र जाएगा।


       ये भी पढ़े :- Gulzar best love shayari 


Dhoondta phirta hoon logon main shabaahat uski,

Ke woh khawbon main bhi lagti hai khayalon jesi..

ढूंढता फिरता हूं लोगन मैं शबाहत उसकी,

के वो ख्वाबों में भी लगती है ख्यालों जैसी..


Ek ye bhi to andaaz-e-ilaaj-e-gham-e-jaan hai

ai chaaragaro dard badha kyun nahin dete

इक ये भी तो अंदाज़-ए-इलाज-ए-ग़म-ए-जाँ है

ऐ चारागरो दर्द बढ़ा क्यूँ नहीं देते


Deep meaning ahmad faraz shayari in hindi


zindagi ahmad faraz shayari in hindi

Ab Is Duniya Mein Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala ,

Log Kehte Hain Meri Aankhon Mein Uska Chehra Nazar Aata Hai.

अब इस दुनिया में कोई और मुझे दिल नहीं देने वाला 

लोग कहते हैं मेरी आंखों में उसका चेहरा नजर आता है।


Koi Batlao Ke Ik Umer Ka Bichra Mehboob

Itfaqan Kahin Mil Jaye Tu Kya Kehte Hain.

कोई बातो के इक उमर का बिछड़ा महबूब

इत्फाकान कहीं मिल जाए तू क्या कहते हैं।


Ishq Ke Nashe Mein Doobe Toh Yeh Jaana Hum Ne Faraz,

Ke Dard Mein Tanhai Nahi Hoti, Tanhai Mein Dard Hota Hai.

इश्क के नशे में डूबे तो ये जाना हम ने फ़राज़,

के दर्द में तन्हाई नहीं होती, तन्हाई में दर्द होता है।


Aur Faraz Chahyen Kitni Mohabaten Tujhe

Maa Ne Tere Naam Par Bachon Ke Naam Rakh Dia.

और फ़राज़ चाहतें कितनी मोहब्बतें तुझे

मां ने तेरे नाम पर बच्चों के नाम रख दिया।


Ahmad Faraz Shayari In English


Hilaal-e-eid ko dekho to rok lo aansu,

Jo ho sake to mohabbat ka ehtraam karo..

हिलाल-ए-ईद को देखो तो रोक लो आंसू,

जो हो सके तो मोहब्बत का एहतराम करो..


Tuta Toh Hoon Magar Abhi Bikhara Nahi Faraz,

Waqt Zalim Hai Har Aik Mor Pe Thukraye Ga.

टूटा तो हूं मगर अभी बिखारा नहीं फ़राज़,

वक्त ज़ालिम है हर एक मोड़ पे ठुकराए गा।


Aesi tareekiyan aankhon mein bassi hain ke Faraz,

Raat to raat hai hum din ko jalate hain chiraagh.

ऐसी तारिखियाँ आंखों में बस्सी हैं के फ़राज़,

रात तो रात है हम दिन को जलाते हैं चिराग।


Main Aane Wale Zamano Se Dar Raha Hun Faraz

Ke Main Ne Dekhi Hain Aankhen Udas Logo Ki.

मैं आने वाले जमानो से डर रहा हूँ फ़राज़

की मैं ने देखी हैं आंखें उदास लोगो की।


Zikr us ka hi sahi bazm mein betho to Faraz,

Dard kaisa bhi uthay haath na dil pe rakhnaa..

ज़िक्र उसका ही सही बज़्म में बैठे हो फ़राज़, 

दर्द कैसा भी उठे हाथ न दिल पर रखना। 


Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair,

Jiske Hote Huye Hote Thay Zamane Mere.

आज एक और बरस बीत गया उसके बगैर,

जिसके होते हुए होते थे ज़माने मेरे

ये भी पढ़े :- Rahat indori ishq shayari

Ahmad Faraz Poetry


Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaye Ga

Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jaye Ga.

आंख से दूर ना हो दिल से उतर जाए गा

वक़्त का क्या है गुज़रता है गुज़र जाए गा।


Mohabbat Ke Baad Mohabbat Mumkin Hai Faraz,

Per Toot Ke Chahna Sirf Aik Baar Hota Hai.

मोहब्बत के बाद मोहब्बत मुमकिन है फ़राज़,

पर टूट के चहना सिर्फ एक बार होता है।


Rooth Janay Ki Ada Ham Ko Bi Ati Hay

Kash Hota Koi Hum Ko Bhi Manane Wala.

किसी को घर से निकलते ही मिल गई मंजिल,

कोई हमारी तरह उमर भर सफर में रहा..


Humi ne tark-e-taluq main pehel ki ke Faraz,

Woh chahtaa tha magar hauslaa na tha us ka..

हमीं ने तर्क-ए-तअल्लुक़ में पहल की कि ‘फ़राज़’. 

वो चाहता था मगर हौसला न था उस का .


Ahmad Faraz Quotes


Aa ke ab tasleem karlen tu nahin to main sahi,

Kon maaney ga ke hum mein se bewafa koi nahi..

अब के अब तस्लीम कर लें तू नहीं तो मैं सही,

कौन मानेगा कि हम में से बेवफा कोई नहीं ·


Kon Preshan Hota Hai Tere Gham Se Faraz

Wo Apni Hi Kisi Baat Pe Roya Ho Ga.

कौन परेशान होता है तेरे गम से फ़राज़

वो अपनी ही किसी बात पे रोया हो गा।


Woh aik raat guzar bhi gayi magar ab tak,

Visaal-e-yaar ki lazzat mein toot’ta hai badan..

वो एक रात गुजर भी गई मगर अब तक,

विसाल-ए-यार की लज्जत में टूटता है बदन..


Zindagi Se Yehi Gila Hai Muje

Tu Bohat Dair Se Mila Hai Mujhe.

जिंदगी से यही गिला है मुझे

तू बहुत देर से मिला है मुझे।


Ab To Hamain Bi Tark-e Mrasam Ka Dukh Nahi

Par Dil Ye Chahta Hai Ke Aaghaz Tu Kare.

अब तो हमें बी तर्क-ए मरासम का दुख नहीं

पर दिल ये चाहता है के आगाज तू करे।


Ahmad Faraz Best Poetry


zindagi ahmad faraz shayari in hindi

Aashiqui Mein Mir Jaise Khawab Mat Dekha Karo,

Baawle Ho Jaoge Mehtaab Mat Dekha Karo.

आशिकी में मीर जैसे ख्वाब मत देखा करो,

बावले हो जाओगे मेहताब मत देखा करो।


Yeh mohabbat bhi hai kya rog Faraz,

Jisey bhooley woh sadaaa yaad aaya..

ये मोहब्बत भी है क्या रोग फ़राज़,

जिसे भूले वो सदा याद आया..


Ab tak dil-e-khush-fehm ko tujh se hain umeeden,

Yeh aakhri shamaaen bhi bujhaane ke liye aa..

अब तक दिल-ए-खुश-फहम को तुझ से हैं उम्मीदें,

ये आख़िरी शामाये भी बुझाने के लिए आ। 


Ranjish hee sahee dil hee dukhaane ke lie aa 

aa phir se mujhe chhod ke jaane ke lie aa

रंजिश ही सही दिल ही दुखाने के लिए आ ,

आ फिर से मुझे छोड़ के जाने के लिए आ। 


Ahmad Faraz Sad Poetry


Us ki aankhon ko kabhi ghaur se dekha hai Faraz,

Roney walon ki taraaah jaagney waalon jesi..

उसकी आंखों को कभी गौर से देखा है फ़राज़,

रोने वालों की तरह जाने वालों जैसी..


Koi Khamosh Ho Jaye Tu Ham Tarap Jate Hain Faraz

Ham Khamosh Hue Tu Kisi Ne Haal Tak Na Pucha.

कोई खामोश हो जाए तो हम तड़प जाते हैं फ़राज़

हम खामोश हुवे तो किसी ने हाल तक ना पूछा।


Jo Zehar Pee Chuka Hun Tumhein Ne Muje Dia

Ab Tum Zindagi Ki Duaen Muje Na Do.

जो जहर पी चुका हूं तुमही ने मुझे दिया

अब तुम जिंदगी की दुआएं मुझे ना दो।


Is Dunya Mai Kon Kre Wafa Kisi Se Faraz

Dil K Do Haroof Wo Bi Juda Juda.

 इस दुनिया में कौन करे वफ़ा किसी से फ़राज़ 

दिल के दो हूफ वो  बी जुदा जुदा।


Huaa hai tujh se bicharney ke baad ab maloom,

Ke tu nahin tha, tere sath aik dunyaa thi..

हुआ है तुझ से बिछड़ने के बाद अब मालूम,

के तू नहीं था, तेरे साथ एक दुनिया थी.


Dil Ko teri Chahat Pe Bharosa Bhi Bahut Hai,

Aur Tujhse Bichar Jaane Ka Darr Bhi Nahi Jaata.

दिल को तेरी चाहत पे भरोसा भी बहुत है

और तुझ से बिछड़ जाने का डर भी नहीं जाता.


Kuchh to mire pindaar-e-mohabbat ka bharam rakh 

too bhee to kabhee mujh ko manaane ke lie aa

कुछ तो मिरे पिंदार-ए-मोहब्बत का भरम रख 

तू भी तो कभी मुझ को मनाने के लिए आ .


Uski baatein mujhe khusboo ki tarah lagti hain

Phool jaise koi sehara mein khila karta hai

उसकी बातें मुझे खुशबू की तरह लगती हैं

फूल जैसे कोई सेहरा में खिला करता है


Kitabon se daleelein du ya khud ko saamane rakh doon Faraz

Wo mujh se poonchh baithi hain muhabbat kisko kehate hai.

किताबों से दलीलें दूं या खुद को सामने रख दूं फ़राज़

वो मुझ से पूछ बैठी हैं मुहब्बत किसको कहते हैं .


Conclusion: Faraz, with his uniqueness ability to capture the essence of human emotions and his unwavering commitment to social justice, remains a towering figure in Urdu literature. His poetry is not just a reflection of personal experiences but a testament to the power of words in inspiring change and sparking a revolution. As his verses continue to echo through the corridors of time, Ahmad Faraz's legacy as a poet of love and revolution endures

कोई टिप्पणी नहीं

Blogger द्वारा संचालित.